Kitne dino baad bahaar aayi ha,
tere aane ki khabar yaar aayi ha,
ankhein bechain ha tujhe dekhne ko,
dil ko teri yad har baar aayi ha.
wo tera ruthna bewajah,
wo mera manana bewajah,
fir us baat ko soch kar hasi kayi baar aayi ha,
tere aane ki khabar se khushbu ha teri charon taraf,
charcha ha tere husn ka duniya me har taraf,
lagta ha teri har ada hi ek khumar layi ha,
kitne dino baad fir se zindagi me bahar aayi ha.
abhi to aane mein waqt ha tumhare fir bhi,
kya ajab khush-dili aane k khabar laayi ha.

No comments:
Post a Comment