Na Main kuch tha aur na hun satguru tere bina, bina tumhare mushkil ha shabdon ka milna, main to kahan tha kisi bhi zikr k qabil, tumne banaya mujhe har tarif k qabil, meri har kavita har nazm ki prerna tum ho, mere har khayal har khawab me sahib tum ho, ye tuch jeevan satguru mera ha tumhre arpan, icha bas itni ha har din paun sahib tumhre darshan. ye choti se bhent gurudev tumhari nazar karta hu, tumhari rehmat se hi ab sabki ankho me main kadr rakhta hun.
No comments:
Post a Comment